Tuesday, February 5, 2008

Ai mere hamasafar..

Ai mere hamasafar,
ik zaraa intazaar
sun sadaaen,
de rahii hai,
manzil pyaar kii

ab hai judaai ka mausam,
do pal kaa mehamaan
kaise na jaaegaa andheraa,
kyon na thamega tufaan
kaise naa milegi,
manjil pyaar ki...

pyaar ne jahaan pe rakhaa hai,
jhuum ke kadam ik baar
vahin se khulaa hai koi rastaa,
vahin se giri hai divaar
roke kab ruki hai,
manzil pyaar kii...

No comments: