Tum bin jiya jaye kaise..
Kaise jiya jaye tum bin..
Sadiyon si lambi hai raten...
Sadiyon se lambe hue din.
Aa jao laut kar tum...
Ye dil keh raha hai..
Fir Shame tanhai jagi..
Fir yaad tum aa rahe ho..
Fir jaan nikalne lagi hai..
Fir mujhko tarpa rahe ho..
Is dil me yaadon ke mele hai..
Tum bin bahut ham akele hai..
Aa jao laut kar tum..
Ye dil keh raha hai..
Kya kya na socha tha maine..
Kya kya na sapne sajaye..
Kya kya na chaha tha dil ne..
Kya kya na armaan na jagaye..
Is dil se tufan gujarte hai..
Tum bin to jite na marte hai..
Aa jao laut kar tum..
Ye dil keh raha hai..
Tum bin jiya jaye kaise..
Kaise jiya jaye tum bin..
Sadiyon si lambi hai raten...
Sadiyon se lambe hue din.
Aa jao laut kar tum...
Ye dil keh raha hai..
No comments:
Post a Comment